Welcome to BA Organic Official ! we’ve complied a list of frequently asked questions to help you navigate our herbal product offerings with ease . if you have any specific quires that aren’t covered here , feel free to reach out to our dedicated customer support team
Kya BA Organic Power Booster waqai 100% natural hai?
Ji bilkul! Hamara formula sirf aur sirf qudrati jari-bootiyon (herbs) se tayyar kiya gaya hai. Is mein kisi bhi kism ka steroid, chemical ya artificial flavor shamil nahi hai.
Kya isay har umer ka mard istemal kar sakta hai?
Ye product 18 saal se zayada umer ke mardon ke liye design ki gayi hai. Chahay aap young hon ya thori zayada umer ke, ye aapki fitness aur energy ke liye behtareen hai.
Isay kab aur kaise istemal karna chahiye?
Behtareen results ke liye rozana raat ko khane ke 1 ghante baad, 1 chammach neem-garam doodh ke sath lein. Doodh herbs ke asar ko tezi se jism mein muntaqil karta hai
Kya results permanent hotay hain ya sirf temporary?
Kuke ye herbs jism ke andar qudrati system ko theek karti hain, isliye iske results long-lasting hotay hain. Ye koi temporary “quick fix” nahi hai balkay asli tawanai hai
Is mein kaun kaun se khas ingredients shamil hain?
Is mein 40 se zayada herbs hain, jin mein main Ashwagandha, Salab Misri, Salab Panja, White Musli, Kaunch Beej, aur Tribulus shamil hain
Kya ye product kisi khas beemari ke liye hai?
Nahi, ye aik “General Health Supplement” hai jo stamina, energy, aur stress relief ke liye hai. Ye koi dawai (medicine) nahi hai jo kisi bimari ka ilaj kare
Kya ye product Gym jane walon ke liye faide-mand hai?
Ji haan! Gym jane wale mard isay natural pre-workout ke taur par bhi istemal kar saktay hain kyunke ye muscle recovery aur stamina mein boht madadgar hai
Is course ki duration kitni hai?
Wese to farq pehle haftay mein nazar ana shuru ho jata hai, lekin hum behtareen aur mukammal results ke liye kam az kam 30 se 45 din ka course recommend kartay hain
Kya mujhe koi parhaiz (Diet restrictions) karni hogi?
Behtar results ke liye zayada oily aur junk food se parhaiz karein aur pani ka istemal zayada karein. Healthy diet se herbs ka asar dugna ho jata hai.
Kya iski packing raazdari (Privacy) ke sath hoti hai?
Hum aapki privacy ka pura khayal rakhtay hain. Parcel ki packing bilkul plain hoti hai aur bahar se product ka naam waziya nahi hota, taake aap baghair kisi hichkichahat ke receive kar sakein
Delivery ke kitne charges hain aur kitna waqt lagta hai?
Pura Pakistan mein delivery 2-4 working days mein ho jati hai. Free Delivery on all orders).
Agar mujhe mazeed maloomat chahiye ho to?
Aap hamare official WhatsApp number +92 328 7429281 par kabhi bhi message kar saktay hain. Hamari team aapko guide karne ke liye hamesha hazir hai.
