FAQs

Welcome to BA Organic Official ! we’ve complied a list of frequently asked questions to help you navigate our herbal product offerings with ease . if you have any specific quires that aren’t covered here , feel free to reach out to our dedicated customer support team

Ji bilkul! Hamara formula sirf aur sirf qudrati jari-bootiyon (herbs) se tayyar kiya gaya hai. Is mein kisi bhi kism ka steroid, chemical ya artificial flavor shamil nahi hai.

Ye product 18 saal se zayada umer ke mardon ke liye design ki gayi hai. Chahay aap young hon ya thori zayada umer ke, ye aapki fitness aur energy ke liye behtareen hai.

Behtareen results ke liye rozana raat ko khane ke 1 ghante baad, 1 chammach neem-garam doodh ke sath lein. Doodh herbs ke asar ko tezi se jism mein muntaqil karta hai

Kuke ye herbs jism ke andar qudrati system ko theek karti hain, isliye iske results long-lasting hotay hain. Ye koi temporary “quick fix” nahi hai balkay asli tawanai hai

Is mein 40 se zayada herbs hain, jin mein main Ashwagandha, Salab Misri, Salab Panja, White Musli, Kaunch Beej, aur Tribulus shamil hain

Nahi, ye aik “General Health Supplement” hai jo stamina, energy, aur stress relief ke liye hai. Ye koi dawai (medicine) nahi hai jo kisi bimari ka ilaj kare

Ji haan! Gym jane wale mard isay natural pre-workout ke taur par bhi istemal kar saktay hain kyunke ye muscle recovery aur stamina mein boht madadgar hai

Wese to farq pehle haftay mein nazar ana shuru ho jata hai, lekin hum behtareen aur mukammal results ke liye kam az kam 30 se 45 din ka course recommend kartay hain

Behtar results ke liye zayada oily aur junk food se parhaiz karein aur pani ka istemal zayada karein. Healthy diet se herbs ka asar dugna ho jata hai.

Hum aapki privacy ka pura khayal rakhtay hain. Parcel ki packing bilkul plain hoti hai aur bahar se product ka naam waziya nahi hota, taake aap baghair kisi hichkichahat ke receive kar sakein

Pura Pakistan mein delivery 2-4 working days mein ho jati hai.  Free Delivery on all orders).

Aap hamare official WhatsApp number +92 328 7429281 par kabhi bhi message kar saktay hain. Hamari team aapko guide karne ke liye hamesha hazir hai.

Shopping Cart